How does Shikakai Tree Look | शिकाकाई का पेड़ कैसे दिखता है

How does Shikakai Tree Look
शिकाकाई का पेड़ कैसे दिखता है
Species : Acacia Concinna
Hindi Name : Shikakai

Shikakai ka poudha kaisa dikhta hai?

Shikakai poudhe ki photo aap yanha dekh sakte hain.

Shikakai ka podha Bharat me lagbhag sare sabhi sthan o pe dekha jata hai. Adhik tar sadkon ke kinare, aur junglwon mei yeh mil jata hai

Varsha kal me ishpar sundar sundar phool aane lagte hain. Jo guchcho me hotein hain, aur golabi rang ke hotein hain - j dekhne me bahot hi sundar lagtein hain.

Yeh pedh adhiktar maadhyam aakar ke hotein hain. Jiska sampurn poudhe par katein hi katein hotey hain. Aur ish pe lagne wale patte babool ke patte jaise hotey hain - jo chhote chhote aur pantime hotey hain.

Laghbhagh January mei, in pe faliya aa hi jatey hai.

Niche kuch shikakai pedh ke kuchh photos aur videos hai, app unhe dekhkar shikakai pedh pehchan saktein hain.



Post a Comment

0 Comments